recent posts

banner image

Mujhay tum say muhabbat ho chali hai



Abhi bhi waqt hai tum loat jaao
Mujhay tum say muhabbat ho chali hai
Bazahir aik sakoon taari hai magar
Dil men qayamat ho chali hai
Tumharay naam say phoolon ka khilna
Tumhara roz ka yuun milna
Tumharay chaand say chehray ko takna
Meri aankhon ki aadat ho chali hay
Abhi bhi waqt hai tum laut jaao
Mujhay tum say muhabat ho chali hai
Mujhay tum say muhabbat ho chali hai  Mujhay tum say muhabbat ho chali hai Reviewed by Unknown on February 18, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.