Khoon aankhon ke charaagon mein chhupa lo warnaTeergi shaher se rukhsat nahin hone waliSaath chalna hai to talwaar uttha meri tarahMujhse buzdil ki himaayat nahin hone waliAb k jo faisla hoga wo yahin par hogaHum se ab doosri hijrat nahin hone wali
No comments: